Desaan Da Raja Mere Babul Da

Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 9
At a glance
Powered by AI
The text appears to be lyrics from Punjabi wedding songs/poems spanning multiple pages.

The text discusses wedding celebrations and preparations through Punjabi folk songs/poems about mehndi/henna ceremonies and other wedding rituals.

Songs/poems mentioned include 'Mehndi Ki Raat', 'Sanwali Salooni', and 'Rang Barse'

Desaan da raja mere babul da

-Chitta kukar banaray te


-Lathay di chadar
-Zara dholki bajao gorio
-laal meri patt rakhio
-mathay tay chamkan waal mere
-Oh mehendi taan sajdi jai
-Aye mausam rangeele suhanay
-Taali de thalay baike
-Bano tere aba ki oonchi haveli
-Jeevay banaraan
-Manay tumhari gagar sai kabhi pani piya tha pyasa tha
-ludiya hajamalo

BRIDE SIDE:
-Rasool-e-paak ka saya
-aara pyjama resham ka kamar bund
-Mere nehar sai aj mujhe aya ye peela jora
-kala doria
-kala shah kala
-Mundiyaa dupatta chadd mera

Chorus:
Bathiya buji rakdee vai
Bathiya buji rakdhi vai deva bale sari raath meriya haniya deva balay sari raat


Kahnu meinu thang kar nai vai,
Kahnu meinu thang kar nai vai deeva balai saree raat
Mareya haniya das danee dil valee baaath
(Fajravalytho rava vekha, paadnaee yah shaama
arz kardi thack giya main, soniya vanga gulama) x 2
Vicha vicha rava sardee vay
Vicha vicha rava sardee vay gee vay sardee karahi vich raykh mayray hjaniya
Diva tha dil vala baat
Chorus
(Aaja do; daya mayravayr main, naaz utava thayray kusheeya day
Phul kir jaan maya mayray dil day vayray ) x 2
Aajk mayree aikh man lay vay, aaj meri aikh man lay
Main thai manga gee thereeya hazaar mareeya haneeya dekho hai manga tera
pyar
Chorus
(Lakh varee main khal khal miltha thenoo ghal samjaee phir bhi thenoo
pyar karandee jachazara na ayee ) x 2
Authay main bechava palkavay utay main bechava palka
Kithay rakhay tho mayo akay pair mareeya haniya manga main mith thayray
ghair
Chorus

———

Mehndi se likh do re hathon pe sakhiyon mere sanwariya ka naam (x 2)


Mere sanwarya ka naam
Kitna suhana sama he milan ka
Mujh ko sawarne sai kaam
Mehndi se likh do re hathon pe sakhiyon mere sawariya ka naam
Mere sanwarya ka naam
Jooray mein goondoon re baylay ki kalyaan mujhko bulaathi hai saajan ki
galyaan (x 2)
Aanchal sunheri, Aanchal sunheri bhari maang meri
Aayee vidayee ki shaam
Mehndi se likh do re hathon pe sakhiyon mere sawariya ka naam (x 2)

Sawan ki pehli laree jab lagay gee, yaadon ki maikay me halchal machay gee
(x 2)
Aayega aise mein, aayega aise mein
Khat mere ghar se sakhiyon ka lekar salam
Mehndi se likh do re hathon pe sakhiyon mere sawariya ka naam (x 2)
Pankha jhalon tho kanganwa khanke , kanganwa khanke tho man un ka
dharke (x 2)
Dheko lagan mera, dekho lagan mera
Too dena sakhiyon, kaise mein loon un ka naam
Mehndi se likh do re hathon pe sakhiyon mere sanwariya ka naam (x 2)
Mere sanwarya ka naam
Kitna suhana sama he milan ka
Mujh ko sawarne sai kaam
Mehndi se likh do re hathon pe sakhiyon mere sawariya ka naam
Mere sanwarya ka naam

—–

Bulao darzi, silay jora


Jo dulhan pehen kar aayay
Dulhan ki amma, se kehdheyna
Mubarak ho, Mubarak ho

Chorus

Bulao mali, banayay sehra


Jo dulhan pehen kar aayay
Dulhan ki khala se kehdhey na
Mubarak ho, Mubarak ho

Chorus

Bulao sonar, banayay zaiver


Jo dulhan pehen, kar aayay
Dulhan ki bhabi, se kehdhey na
Mubarak ho, Mubarak ho

Chorus

——

Kachi Kalee Thor La Na

Kachi Kalee thor laana sajan saajan ban ke aajaana


Kachi Kalee thor laana sajan saajan ban ke aajaana

Milna ho tho baaghon mein milna


Milna ho tho baaghon mein milna
Mein maalan banjaoon
Sajan maalee banke aajaana
Kachi Kalee thor laana sajan saajan ban ke aajaana
Milna ho tho raahon mein milna
Milna ho tho raahon mein milna
Mein rahbar banjaoon
Sajan raahee banke aajaana
Kachi Kalee thor laana sajan saajan ban ke aajaana

Milna ho tho mehlon mein milna


Milna ho tho mehlon mein milna
Mein rani banjaoon
Sajan raja ban ke aajana

Milna ho tho stagon mein milna


Milna ho tho stagon mein milna
Mein dulhan banjaoon
Sajan dulha banke aajaana
Kachi Kalee thor laana sajan saajan ban ke aajaana

—–

Aayee dekho mehndi ki raat hari hari mehndi lagao


Mehndi lagao geet khushyon ke gao (x 2)
Milee hai naseebon wali raat, hari hari mehndi lagao
Aayee dekho mehndi ki raat hari hari mehndi lagao
Mehboob ki jub yeh mehndi lagay gea (x2)
Phir man mein kalyaan milan ki khilain gea
Khilain ge re sajni ki haath hari hari mehndi lago
Aayee dekho mehndi ki raat hari hari mehndi lagao (x 2)
Mehdni mein sapnon ke raja ka rang hai
Khushboo wafa ki mohobbat ka ang hai
Yeh hai saari kismet ki baat hari hari mehndi lagao
Aayee dekho mehndi ki raat hari hari mehndi lagao (x 2)

Aayee dekho mehndi ki raat hari hari mehndi lagao


Mehndi lagao geet khushyon ke gao (x 2)
Milee hai naseebon wali raat, hari hari mehndi lagao
Aayee dekho mehndi ki raat hari hari mehndi lagao
Mehboob ki jub yeh mehndi lagay gea (x2)
Phir man mein kalyaan milan ki khilain gea
Khilain ge re sajni ki haath hari hari mehndi lago
Aayee dekho mehndi ki raat hari hari mehndi lagao (x 2)
Mehdni mein sapnon ke raja ka rang hai
Khushboo wafa ki mohobbat ka ang hai
Yeh hai saari kismet ki baat hari hari mehndi lagao
Aayee dekho mehndi ki raat hari hari mehndi lagao (x 2)
Bankey dulhan chor babul ki galyaan
Jaayay gea apnay sajan ghar dulhanian
Honge Raja rani ke saath hari hari mehndi lagao
Mehndi lagao geet khushyon ke gao (x 2)
Milee hai naseebon wali raat, hari hari mehndi lagao
Aayee dekho mehndi ki raat hari hari mehndi lagao

——

Dholaki Songs Video

—-

Aajao Zara Mehndi Lagao

Aajao zara mehndi lagao (x 2)


Tum tho mere man mein barson se basee thi
Yehi baat mainay geeton mein kahee thi
Yaad hai mujhey tum sunki hunsi thi
Zara mehndi lagao
Aajao zara mehndi lagao (x 2)

Bachpan mein tumney mujhko tho sataya (x 2)


Ho gaya tha pyar na iqraar kiya tha
Yaad hai mujhey woh baat purani
Zara mehndi lagao
Aajao zara mehndi lagao ( x 2)

Chairain ge hum sub jub aayay ga dulha


Haath pakar tera leyjayay ga dulha
Yaad humein bhi rakhna paryon ki rani
Zara mehndi lagao
Aajao zara mehndi lagao (x 2)

—–

Mehendi Ki Raat

Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat


Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Dekhey koyee kisi larkhi key haat
Khushioun bharey, armanon bharey, mehndi taley
Kayein sapnon ko sab sey chuhpayey howey,
sharmayey howey

Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat.


Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat.
Hum bhee gayey eik mehfil,
rangon bharee ous mehfil mein
Khushbo thee haatoun mein,
jadoo tha chehroun pey
Ankhoun mein tha eik nasha
hooo ankhoun mein tha eik nasha

Humney to aisa nazara khabhee kaheen dekha na tha


Khabhee socha na tha.
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat.
Hum bhee miley eik khushbo sey, baatein hoween eik jadoo sey
Baatoun meinj baat barhee janey kub raat dhalee
Dono mehuk ney lagey haaaiii dono mehuk ney lagey
Dholuk ka shour raha sarkoshioun ko dubayey howey
Sab chuhpayey howey.

Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat


Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Dekhey koyee kisi larkhi key haat
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Dekhey koyee kisi larkhi key haat
——-

Sanwali salooni c mehbooba


Teri chooriyan *sharank* kar ke
Jaaney kaisee aas dilayen
haye haye karein sub larkey
(repeat)

Amreeka key na Japan kay(2x)


Hum to hain deewaney multan ke!
Chaandnee hount sarayekee bolain
Aur kaanoun mein rus tapkey.

Sanwali salooni c mehbooba


Teri chooriyan *sharank* kar ke

Dil aya hai jub se shaam pe(2x)


Hum baithein hain bus aram se
Subha suhanee Raat nasheelee
kia karein ge pasand kar ke(?)

Sanwali salooni c mehbooba


Teri chooriyan *sharank* kar ke

Taire nazuk kalayee sanwalee(2x)


Jis din se hum ne tham lee
Jitney thay tairee chahne waley
Ab jeetay hain mar mar ke

Sanwali salooni c mehbooba


Teri chooriyan *sharank* kar ke

Sanwali salooni c mehbooba


Teri chooriyan *sharank* kar ke
Jaaney kaisee aas lagayen
haye haye karein sub larkey
(repeat)

—–
Rang barse bheegay chunar waali rang barse
Rang barse bheegay chunar wali rang barse

Sonay ki thali mein jonaa parosaSonay ki thali mein hoi hoi hoi
Sonay ki thali mein jonaa parosaKhayay goree ka yaar balam tarse rang barse
(Mehndi hai!)
Ho rang barse bheegay chunur wali rang barse

Longa ilaichi ka beera lagayaLong ilachi ka, hoi hoi hoi


Longa ilaichi ka beera lagaya
Chaabay goree ka yaar, balam tarse rang barse
(Mehndi hai!)
Ho rang barse bheegay chunar wali rang barse

Bela chambeli ka sej bichaayaaBela chambeli ka hoi hoi hoiBela chambeli ka


sej bichaayaa
Soyay goree ka yaar, balam tarse rang barseMehndi hai!
Ho rang barse bheegay chunar wali rang ba

—–

(Name of bride) thumhari kawari rehjati

(Name of bride) thumhari kawari rehjati

kai manoe hamara ehsan kai (Name of Groom) nay haan kar di.

Hum kab mane vale thay janay kaisa maan gaai.

(Name of bride) main koi kami thee, jaan gaye pechan gaye

Han jaar gaye pehchan gaye (x2)

Sari ki sari tayyari rehjatee (x2)

Ke mano humara ehsan kai (Name of Groom) nay haan kay di.

(Name of bride) thumhari kawari rehjati

kai manoe hamara ehsan kai (Name of Groom) nay haan kar di.
(Name of bride) ne so mail kye

Tab humne iqrar kiya

(Name of Groom) ko bari mushki se

Shadi pe tayyar kiya

Haan shadi pe tayyar kiya (x2)

Qissa ye sara ka sara rehjata (x2)

ke mano humara ehsan

You might also like

pFad - Phonifier reborn

Pfad - The Proxy pFad of © 2024 Garber Painting. All rights reserved.

Note: This service is not intended for secure transactions such as banking, social media, email, or purchasing. Use at your own risk. We assume no liability whatsoever for broken pages.


Alternative Proxies:

Alternative Proxy

pFad Proxy

pFad v3 Proxy

pFad v4 Proxy