Probably

Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 1

Jo dekhe ek baar ko palat ke baar-baar woh

Khuda jaane, kyun tujhe dekhne lagta hai


Sach boloon eemaan se, khabar hai aasmaan se
Hairat mein chaand bhi tujhko takta hai

Ke koi itna khoobsurat, koi itna khoobsurat


Koi itna khoobsurat kaise ho sakta hai?
Ke koi itna khoobsurat, koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat kaise ho sakta hai?

(Khoobsurati par teri khud ko maine qurbaan kiya)


(Muskura ke dekha tune, deewane par ehsaan kiya)
(Khoobsurati par teri khud ko maine qurbaan kiya)
(Muskura ke dekha tune, deewane par ehsaan kiya)

Koi itna khoobsurat, koi itna khoobsurat


Koi itna khoobsurat kaise ho sakta hai?

Dhoop bhi tere roop ke (sone pe qurbaan huyi hai)


Teri rangat pe khud (Holi ki rut hairaan huyi hai)
Tujhko chalte dekha...
Tujhko chalte dekha (tab hiranon ne seekha chalna)
Tujhe hi sunke koyal ko sur ki pehchaan huyi hai

Tujhse dil lagaye jo, Urdu na bhi aaye toh


Shakhs woh shayari karne lagta hai

Ke koi itna khoobsurat, koi itna khoobsurat


Koi itna khoobsurat kaise ho sakta hai?
Koi itna khoobsurat, koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat kaise ho sakta hai?

(Khoobsurati par teri khud ko maine qurbaan kiya)


(Muskura ke dekha tune, deewane par ehsaan kiya)

(Khoobsurati par teri khud ko maine qurbaan kiya) koi itna khoobsurat
(Muskura ke dekha tune, deewane par ehsaan kiya) koi itna khoobsurat
(Khoobsurati par teri khud ko maine qurbaan kiya) koi itna, koi itna, koi itna, koi
itna
(Muskura ke dekha tune...) koi itna khoobsurat kaise ho sakta hai?

You might also like

pFad - Phonifier reborn

Pfad - The Proxy pFad of © 2024 Garber Painting. All rights reserved.

Note: This service is not intended for secure transactions such as banking, social media, email, or purchasing. Use at your own risk. We assume no liability whatsoever for broken pages.


Alternative Proxies:

Alternative Proxy

pFad Proxy

pFad v3 Proxy

pFad v4 Proxy