Badi Dheere Jali Lyrics

Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 4

Hindi Lyrics: (Ajeeb daastaan hai yeh Kahan shuru kahan khatam Yeh manzile hai kaunsi Na voh

samajh sake na hum) - 2 (Yeh roshni ke saath kyoon Dhuaan utha chiraag se) - 2 Yeh khwaab dekhti hoon main Ke jag padi hoon khwaab se Ajeeb daastaan hai yeh Kahan shuru kahan khatam Yeh manzile hai kaunsi Na voh samajh sake na hum (Mubaarakein tumhe ke tum Kisi ke noor ho gaye) - 2 Kisi ke itne paas ho Ke sab se door ho gaye Ajeeb daastaan hai yeh Kahan shuru kahan khatam Yeh manzile hai kaunsi Na voh samajh sake na hum (Kisi ka pyaar leke tum Naya jahan basaaoge) - 2 Yeh shaam jab bhi aayegi Tum humko yaad aaoge Ajeeb daastaan hai yeh Kahan shuru kahan khatam Yeh manzile hai kaunsi Na voh samajh sake na hum Hindi Lyrics: --FEMALE-Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam Oh, le liya dil, oh haai mera dil Haai dil lekar mujhko na behlaana Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam (Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein) - 2 Tum mere ho, ho tum mere ho Aaj tum itna vaada karte jaana Chura liya Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam

Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam

Badi Dheere Jali Lyrics


Mmmm..mmm. Yeeehhhhhhhh. Yyyeeeehhhhhhhhhh.. Ni da ni re gaaa. Re ga ni re dha ni gaaa. Ma aaa aaa aaa Badi deheere jali raina Dhuan dhuan naina aaa.. Badi deheere jali raina Dhuan dhuan naina aaa Raaton se haule haule Kholi hai kinare Akhiyon ne taga taga Bhor utaari Khari akhiyon se, Dhuan jaaye na Badi deheere jali raina Dhuan dhuan naina aaa. Yeehhhhh Palkon pe sapnon kiiii, agni uthaye Humne toh akhiyon keee, aalne jalaye Palkon pe sapnon ki agni uthaye Humne to akhiyon ke aalne jalaye Dard ne kabhi loriyan sunai toh Dard ne kabhi neend se jagaya re Bairi akhiyon se na jaaye dhuan jaaye na Badi deheere jali raina Dhuan dhuan naina aaa Badi deheere jali raina Dhuan dhuan naina aaa Ohhhhoooo Jalte charagon mein ab neend na aaye Phoonkon se humneee.. sabh taare bujhaye Jalte charagon mein neend na aaye Phoonkon se humne sabh taare bujhaye Jaane kya kholi, raat ki pitari se Khola to koi, bhor ki kinari re Suji akhiyon se, na jaaye dhuan jaaye na Badi deheere jali raina Dhuan dhuan naina aaa Badi deheere jali raina Dhuan dhuan naina aaa Badi deheere jali raina Dhuan dhuan naina aaa

Lyrics of Ab Mujhe Koi Song


Ab mujhe koi intezaar kahan Ab mujhe koi intezaar kahan Woh jo behate the abshaar kahan Ab mujhe koi intezaar kahan Ab mujhe koi intezaar kahan Woh jo behate the abshaar kahan Ab mujhe koi intezaar kahan Aankh ke ek gaaon mein, raat ko khwaab aate the Aankh ke ek gaaon mein, raat ko khwaab aate the Chuney se behte the, bole to kehte the Udte khwaabon ka aitbaar kahan Udte khwaabon ka aitbaar kahan Ab mujhe koi intezaar kahan Jin dino aap the, aankh mein dhoop thi Jin dino aap rehte the, aankh mein dhoop rehti thi Abh to jaale hi jaale hain, weh bhi jaane wale hain Woh jo tha dard ka karaar kahan Woh jo tha dard ka karaar kahan Ab mujhe koi intezaar kahan Woh jo behte the abshaar kahan Ab mujhe koi intezaar kahan Lyrics of Mera kuch Saamaan Mera kuch saamaan Tumhare paas para hai Mera kuch saamaan Tumhare paas para hai Sawan ke kuch bheege bheege din rakhkhe hain Aur mere ek khat mein lipti raat pari hai Wo raat bujha do mera wo samaan lauta do -2 Mera kuch saaman Tumhare pass para hain Sawan ke kuch bheege bheege din rakhkhe hain Aur mere ek khat mein lipti raat pari hai Wo raat bujha do Mera wo saamaan lauta do Patjhar mein kuch patto ke Girne ki aahat Kaano mein ik bar pehan ke laut aayi thi Patjhar ki wo shakh abhi tak kaanp rahi hai

Wo shaakh gira do mera wo samaan lauta do -2 Ek akeli chatri mein jab aadhe aadhe bheeg rahe thay Aadhe sukhe aadhe geele sukha toh main le aayi thi Geela man shayad bistar ke paas para ho Voh bhijwa do mera voh samaan lauta do Ek so solah chand ki raatein Ek tumhare kaandhe ka Til Geeli mehndi ki khushbu Jhutmut ke shikwe kuch Jhutmut ke waade bhi sab yaad karadoon Sab bhijwa do Mera wo samaan lauta do 2 Ek Ijaazzat de do bas Jab isko dafnaungi Main bhi wahin so jaoongi Main bhi wahin sooo jaoongi
Lyrics to Gham Ka Khazana: Jagjit: gham ka khazana tera bhi hai mera bhi (2) Both: yeh nazarana tera bhi hai mera bhi Lata: apne gham ka geet bana kar gaa lena (2) raag puraana tera bhi hai mera bhi (2) gham ka khazana tera bhi hai mera bhi Jagjit: tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya Lata: tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya Jagjit: dil deewana tera bhi hai mera bhi Lata: dil deewana tera bhi hai mera bhi Both: Lyrics www.allthelyrics.com/lyrics/jagjit_singh/ gham ka khazana tera bhi hai mera bhi Lata: shahar mein galiyon galiyon jiska charcha hai (2) woh afsaana tera bhi hai mera bhi Jagjit: maikhane ki baat na kar waiz mujhse (2) aana jaana tera bhi hai mera bhi gham ka khazana tera bhi hai mera bhi Lata: yeh nazarana tera bhi hai mera bhi Both: gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

You might also like

pFad - Phonifier reborn

Pfad - The Proxy pFad of © 2024 Garber Painting. All rights reserved.

Note: This service is not intended for secure transactions such as banking, social media, email, or purchasing. Use at your own risk. We assume no liability whatsoever for broken pages.


Alternative Proxies:

Alternative Proxy

pFad Proxy

pFad v3 Proxy

pFad v4 Proxy