Gum Hindi Song
Gum Hindi Song
Gum Hindi Song
By Jagadish
Kitno ki koshish jari huyi par gumo ke daur mein sab kho chuke
Sada ke liye amar ho chale par desh par kurbaan hona acha laga
Baharo phool barsao mera mehboob ane ko hain
Gum mein kya toot chuka hoga kisi ko yaad bhi nahi
Kitno ki koshish jari huyi par gumo ke daur mein sab kho chuke
Yeh desh hi humara aisa hain ki chodne ka naam jubaan par ata hi nahi
Raaste bhar bhatak jate hain is desh ki seema par kadam rakhne ko
Disha bhi na mile to mombati jala kar raasta dekhne ki koshish karte hain
Gum hi aisi cheez hain jo khoye huye rasto ko juda deti hain
Tera hona kitna jarrori hain yeh maine apne aap ko samjha liya
Aisi meri dard bhari daastan hain ki gum bhi mujhe chu na sake
Aisi teri kya kamna hain ki dikhta hua chehra gum mein toot jaye
Teri yeh daastan main sunnane wali hu par tu khund hi na thehar saka
Yeh kaisi majboori hain teri jo mujhe samajh ake bhi na samajh banne ka rog laga
Aisi gum mein kya zindagi jiye main to hulchul hi hulchul karne ko atur ho gaya
Tera rasta mushkil hain gum mein itna bhi mujhe muskhkil kyon laga
Tanhayi hain aise hi sehte ja raha hoon tera daman bheega hain gum mein use aur kyon bhigau
Duniya gum se bani yeh ham jaan sake
Kitno ki koshish jari huyi par gumo ke daur mein sab kho chuke
Yeh desh hi humara aisa hain ki chodne ka naam jubaan par ata hi nahi
Raaste bhar bhatak jate hain is desh ki seema par kadam rakhne ko
Disha bhi na mile to mombati jala kar raasta dekhne ki koshish karte hain
Gum hi aisi cheez hain jo khoye huye rasto ko juda deti hain
Jo tune peekar miti mein mathe par laga kar gum ko bhulne ki koshish ki hogi
Gum tera hain tu hi saih le hume deke kya fayda hum le kar doob jate hain
Kitno ki koshish jari huyi par gumo ke daur mein sab kho chuke
Sada ke liye amar ho chale par desh par kurbaan hona acha laga
END OF GUM HINDI SONG