Shayari

Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 2

1.

Saza hume ye kaisi mili dil lagane ki, Ro rahe magar tamnna thi muskurane ki, Apna dard kise dikhau aye dost, Dard bhi usine diya jo wajah thi muskurane ki 2.Jab Jab Aata Hai Ye Barsaat Ka Mausam, Teri Yaad Sath Hoti Hai Humdum, Socha Is Mausam Me Tujhe Yaad Nahi Karenge, Par Fir Socha Ki Hum Baarish Ko Kaise Rok Payenge 3.Jab dil tut ta hai toh aawaz nahi aati, Muhabbat har kis ko raas nahi aati, Ye to apni apni baat hai yaaro koi kisiko bhula nahi pata,..Aur kisi kisi ko yaad nahi.. 4.Gulab to Par khusbu Jaane wale Par ehsaas toot kar bikhar jaata hai, hawa me barkarar rehti hai, to chod ke chale jaate hain, to dilon me barkarar rehte hain

5.Humse pucho kya hota hai pal pal bitana, Bahut mushkil hota hai dil ko samjana, Yaar zindagi toh beet jayegi, Bus mushkil hota hai kuch logo ko bhul pana... 6.Hansne ke baad kyu rulati hai duniya, Jaane ke baad kyu bhulati hai duniya, Zindagi me kya kuch kasar baaki thi, Jo marne ke baad bhi jalati hai duniya.. 7. Dil ki batein aakhon se kahi jati hai, Bol dhadkan se sune jate hai, Aap toh nadan hai jo saaf sunna chahte hai, Ishq ke jazbat toh sirf mehsoos kiye jate hai 8.Mohabbat Har Insaan Ko Aazmati Hai, Kisi Se Rooth Jaati Hai Par Kisi Pe Muskurati Hai, Mohabbat Khel Hi Aisa Hai, Kisi Ka kuch nahi Jaata Kisi Ka Sab Kuch Chala Jaata Hai 9.Aankho ke ishare samajh nahi pate, Hotho se dil ki baat keh nahi paate, Apni bebasi hum kis tarah kahe, Koi he jiske bina hum reh nahi paate!! 10.Tumhari yaado ki mehak in hawao me hai, Pyar hi pyar bikhara in fizao me hai, Aisa na ho ki duriya dard ban jaye, Ab to aa jao ki intezar nigaho me hai.!! 11.Wo chand hai magar aap se pyaara nahi, Shama ke bin parwane ka gujara nahi, Is dil ne suni ek pyari si aawaz, Kahi aap ne hame pukara to nahi! 12.Ye khuda aaj nazaro ko kuch aisa dikha de, Jaha dekhu bas vahi dikhai de, Kash aisi meharbaniya ho jaye aaj hawa me, Ki usko pukaru aur sirf usko sunaide!!

13.Wo dil hi kya jo milne ki dua na kare, Tujhe bhool kar jiya khuda na kare, Rahegi hamari dosti zindagi bhar tak, Ye baat aur hai ki zindagi wafa kare ya na kare... 14.Bhola sa chehra yaad rahega, Pyar bhara dil bhi yaad rahega, Yeh galat hai ki hum aapko bhul jayenge, Aap to kya aapka saath bhi yaad rahega... 15.Dosti naam hai sukh dukh ka, afsaane ka Dosti raaz hai sada muskrane ka ye koi pal do pal ki rshtedari nahi Dosti to lafz hay umar bhar sath nibanay ka! 16.Kar dena maaf mujhko dilse, Agar toota ho kabhi dil aapka, Zindagi ka kya bharosa kal kafan mein, lipata mile aapko ye chehra mera... 17.Dil Todne Walon Ko Saza Kyu Nahi, Har Kisi Ko Pyar Ki Dua Kyu Nahi, Log Kehte Hain Ishq To Ek Bimari Hai, Phir Medical Mein Uski Dawa Kyu Nahi.. 18.Kaash aanson ke Kaash yeh khamoshi Kaash kismat tumne Shayad meri kismat saath yaadein beh jaati, sab kuch keh jaati, likhi hoti to, mein pyaar ki kami na reh paati...

19.Diyon se agar andhera door ho jaata, To chand ki kisi ko khabar na hoti, Agar zindaagi akele hi kati ja sakti, To rishte or pyaar naam ki koi cheez na hoti... 20.Nafrat tum kabhi na karna humse, Hum ye seh nahi paenge, Ek baar keh dena humse ki jarurat nahi tumhari, Aapki duniya se hanske chale jaenge...

You might also like

pFad - Phonifier reborn

Pfad - The Proxy pFad of © 2024 Garber Painting. All rights reserved.

Note: This service is not intended for secure transactions such as banking, social media, email, or purchasing. Use at your own risk. We assume no liability whatsoever for broken pages.


Alternative Proxies:

Alternative Proxy

pFad Proxy

pFad v3 Proxy

pFad v4 Proxy