1) The document is a lyrics of a song praising love and beauty of beloved's eyes that have made the singer a drunkard.
2) The singer says he gets intoxicated by even a glance of beloved's eyes and drinks from streams of her flowing hair.
3) The beloved's eyes are described as having magical powers that have transformed the singer into a lover drunk on love.
1) The document is a lyrics of a song praising love and beauty of beloved's eyes that have made the singer a drunkard.
2) The singer says he gets intoxicated by even a glance of beloved's eyes and drinks from streams of her flowing hair.
3) The beloved's eyes are described as having magical powers that have transformed the singer into a lover drunk on love.
1) The document is a lyrics of a song praising love and beauty of beloved's eyes that have made the singer a drunkard.
2) The singer says he gets intoxicated by even a glance of beloved's eyes and drinks from streams of her flowing hair.
3) The beloved's eyes are described as having magical powers that have transformed the singer into a lover drunk on love.
1) The document is a lyrics of a song praising love and beauty of beloved's eyes that have made the singer a drunkard.
2) The singer says he gets intoxicated by even a glance of beloved's eyes and drinks from streams of her flowing hair.
3) The beloved's eyes are described as having magical powers that have transformed the singer into a lover drunk on love.
Download as DOCX, PDF, TXT or read online from Scribd
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 5
At a glance
Powered by AI
The poem explores themes of love, longing, and the intoxicating effects of a lover's gaze. The narrator describes how the subject's eyes have turned him into a drunkard/addict of love.
The poem is about a narrator who has fallen deeply in love and become obsessed/addicted to the gaze and affection of his beloved. He describes how just a glance from their eyes is enough to intoxicate and consume him.
The poem conveys intense emotions of love, passion, longing, obsession and intoxication. The narrator feels completely consumed and overwhelmed by his love for the subject.
Yeah Jo Halka Halka Saroor Hai 1 Hour 8 mints version
Saqi Ki Har Nigah Peh Bal Kha Ke Pee Gaya
Lehroon Say Khailta Hoa Lehra Ke Pee Gaya Ey Rehmat-e-Tamaam Meri Har Khata Muaf Mein Intiha-e-Shouq Mein Ghabra Ke Pee Gaya Peta Baghair Izm Yeah Kab Thi Meri Majaal Dar Pardah Chashm-e-Yaar Ki Shai Pa Ke Pee Gaya Zahid Ye Meri Shokhi-e-Rindaana Dekhna Rahmat Ko Baaton Baaton Main Bahla Ka Pi Gaya Uudii Uudii Ghaataaen Aatii Hain Mutribon Ke Navaaen Aati Hain Kis Ke Gesuu Khule HaiN Saavan Main Mahki Mahki Havaaen Aati HaiN Aao Sahn-e-Chaman Main Raqs Karen Saaz Lekar Ghaataaen Aati Hain Dekh Kar Unki Ankhriyon Ko Adam Maikadon Ko Havaaen Aati hain Paas Rehta Hai Duur Rehta Hai Koi Dil Mein Zaroor Rehta Hai Jab Say Dekha Hai Unki Aankhon Ko Halka Halka Suroor Rehta Hai Yeah Joh Halka Halka Saroor Hai Yeah Teri Nazar Ka Qasoor Hai Ke Sharaab Peena Sikha Diya Tere Pyar Ne, Teri Chaah Ne Teri Behki Behki Nigaah Ne Mujhe Ik Sharabi Bana Diya Sharab Kaisi, Khumaar Kaisa Yeh Sub Tumhari Nawazishein Hein Pilai Hai Kis Nazar Say Tu Ne Ke Mujhko Apni Khabar Nahi Hai Teri Behki Behki Nigah Nai Mujhe Ik Sharabi Bana Dia Sara Jahan Must, Jahan Ka Nizam Must Din Must, Raat Must, Saher Must, Shaam Must Khum Must, Sheesha Must, Sabu Must, Jaam Must Hai Teri Chashm-E-Must Say Her Khaas-o-Aam Must Yoon To Saqi Her Tarah Ki Tere Mae'Khane Mein Hai Wo Bhi Thori Si Jo In Aankhon Ke Paimane Mein Hai Sub Samajhta Hoon Teri Ishwa-Kari Hai Saqi Kaam Karti Hai Nazar Naam Hai Paimane Ka.. Bus Teri Behki Behki Nigah Nai
Mujhe Ik Sharabi Bana Diya...
Meray Saqi Saqi Meray Saqi Lahara Jhoom, Jhoom Ka La, Muskra Ka La Phoolon Ka Raas Main Chaand ke Kirnian Mila Ka La Kyun Jaa Rahi Hai Rout Ka Raangeen-e-Bahar Jaa Ek Martba Isay Phir Wargala Ka Laa Sagar Shikan Hai Sheikh Bala Noush Ke Nazar Sheesha Ko Zeer-e-Daman Raangeen Chupa Ka La Kahtain Hai Umer-e-Rafta Kabhi Lout Ti Nahi Ja Mainkda Sa Meri Jawani Outha Ka La Main Na Mana Sharab Jaanab Peeta Hoon Zindagi Ka Aazab Peeta Hoon Baan Ka Khana Kharab Peeta Hoon Rooz-e-Mahshar Hisab Ho Na Sakay Is Liya Ba Hisab Peeta Hoon Jaam Hai Mahtab Hai Saqi Sara Mousam Sharab Hai Saqi Baaz Lamhat Asay Bhi Hotay Hain Jiss Main Peen Sawab Hai Saqi Achi Pee Lee Kharab Pee lee Thi Aag Misala-e-Habab Pe Lee Aadat Hai Aab Tou Nasha Na Kaif Pani Na Piya Sharab Pee Lee Nasha Imaan Hota He Surahi Deen Hoti He Jawani Ki Ebadat Kis Qadar Rangeen Hoti He Tumhara Husan Agar Benaqab Ho Jaya Her Ek Chaira Khuda Ke Kitab Hojaya Jo Qaida Sa Na Ho Tou Fazool Hai Sajda Adab Ka Sath Khata Bhi Sawab Ho Jaya Sharabiyo Ko Aquidadt Hai Is Qadar Tum Sa Jo Tum Pila Dou Pani Sharab Ho Jaya Dil Us Ka Namazi Bun Jaya Aankh Us Ki Gulabi Ho Jaya Jiss Ko Tou Mohabbat Say Daikhe Saqi Wo Sharabi Ho Jaya Yoon To Saqi Her Tarah Ki Tere Mae'Khane Mein Hai Wo Bhi Thori Si Jo In Aankhon Ke Paimane Mein Hai Sub Samajhta Hoon Teri Ishwa-Kari Hai Saqi Kaam Karti Hai Nazar Naam Hai Paimane Ka Teri Behki Behki Nigah Nai
Mujhe Ik Sharabi Bana Diya
Tera Pyar Hai Meri Zindagi Tera Yad Hai Meri Bandagi Tera Pyar Hai Bas Meri Zindagi Tera Pyar Hai Bas Meri Zindagi Na Namaz Aati Hai Mujhko, Na Wazoo Aata Hai Sajda Kar Leta Hoon, Jab Saamne Tu Aata Hai Kyun Ka Bus Meri Zindagi Tera Pyar Hai Mai Azal Say Banda-E-Ishq Hoon, Mujhe Zohd-O-Kufr Ka Gham Nahin Mere Sir Ko Dar Tera Mil Gaya, Mujhe Ab Talash-E-Haram Nahi Meri Bandagi Hai Wo Bandagi, Jo Ba-Qaid-E-Dair-O-Haram Nahi Mera Ik Nazar Tumhein Dekhna, Ba-Khuda Namaz Se Kam Nahi Tera Naam Loon Subho Sham Tera Naam Lou Tera Naam Loon Zubaan Say, Tere Aagay Sir Jhuka Doon Mera Ishq Keh Raha Hai, Mein Tujhe Khuda Bana Loon Tera Naam Mere Lub Per, Mera Tazkara Hai Dar Dar Mujhay Bhool Ja'ay Dunya, Mein Agar Tujhe Bhula Doon Mere Dil Mein Bus Rahe Hein, Tere Bepanah Jalwe Na Ho Jiss Mein Noor Tera, Woh Charagh Hi Bujha Doon Teri Dillagi Kay Saadka Teri Saag Tulmaa Mera Ghum Pa Hasna Wala Tujha Kon Se Dua Doon Qayaamat Main Teraa Daagh-e-Muhabbat Lekar Outhungaa Teri Dillagi Kay Saadka Teri Saag Tulmaa Zulf Rukh Se Hata Ka Baat Karo Raat Ko Din Bana Ka Baat Karo Mae Kaday Ka Chiragh Madham Hain Zara Ankhain Utha Ka Baat Karo Phool kuch Chahye Huzoor Humain Tum Zara Muskara Ka Baat Karo Ye Bhi Andaz-e-Guftugo He Koi Jab Karo Dil Dukha Ka Baat Karo Zara Apni Shokhi To Daikhiyeh Liyeh Zulf-e-Khamshuda Haath Mei Mere Paas Akay Dabay Dabay Mujhe Saanp Keh Ke Dara Dia Dil Talab Hai Aur Taman Hai Jaan Ke Kya Maharbaniyan Hai Meray Mehrban Ke Nazuk Misaaj Hona Koi Yaar Ker Tarha Kinchta Hia Baat Baat Pa Talwar Ke Tarha
Dil Muft Chahta Hai Magar sab Ka Samnay
Keemat Laga Raha Hai Kharidar Ke Tarha Teri Dillagi Kay Saadka Teri Saag Tulmaa Mera Ghum Pa Hasna Wala Tujha Kon Se Dua Doon Qayaamat Main Teraa Daagh-e-Muhabbat Lekar Outhungaa Teri Tasver Us dam bhi Kaleje Se Lagi Hogii Kyun Ka Kyun Ka Tera Pyar Hai Meri Zindagi Teri Yad Hai Meri Bandagi Jo Teri Khushi, Wo Meri Khushii Ye Mera Junoon Kaa Hai Mojizaa Jahaan Apne Sir Ko Jhukaa Diyaa Wahan Maine Kaaba Banaa Diyaa Mere Baad Kisko Satao Gay Main On Ka Samna Awal tu Khanjar Rakh Diya Phir Kalaja Rakh Diya Dil Rakh Diya Sir Rakh Diya Aur Arazz Kiya Mere Baad Kisko Satao Gay Main Na Kaha Mishga Hai Ya Os Na Kaha Ya Teer Hai Main Na Kaha Abru Hai Ya Os Na Kaha Shamshir Hai Main Kaha Cheera Pa Kyun Baal Khati Hai Zulfain Tou Us Na Kaha Ya Ashiqon Ka Wastay Zanjeer Hai Main Kaha Furqat Main Teri Jaan Per khala hon Main Os Na Kaha Zinda Raha Ya Bhi Teri Taqdir Hai Main Tum Ko Dil Diya Tum Na Mujha Rouswa Kiya Main Tum Sa kya Kiya Aur Tum Na Mujha Sa Kya Kiya Mere Baad Kisko Satao Gay Jitna Jee Chaya Satoow Waqt Hai Beqason Per Muskaro Waqat Hai Dekh Lana Mian Na Tarpoo Ga Zaheer Shouk Sa Khanjar Chalao Waqt hai Meri Wafain Yaad Karo Ga Rou Gay Faryad Karo Gay Mujh Ko Tou Barbad Kiya Hai Aur Kisay Barbad Karoo Gay Akar Bhi Nasahad Kiya Ha Ja Kar Bhi Nashad Karo Gay Tera Zulum Nahi Hai Shamil Kar Meri Barbadi Main Teri Ankhian Bheeg Rahi Hain Kyoun Mere Afsanay Say Per Ya Tou Bato Mere Baad Kisko Satao Gay Jo Pucha Ke Kis Tarah Hoti Hai Baarish, Jabeen Se Paseene Ki Boondein Gira Deen Jo Pucha Ke Kis Tarah Girti Hai Bijli, Nigahein Milaein Mila Kar Jhuka Deen Jo Pucha Shab-O-Roz Milte Hain Kaise, To Chehre Pe Apne Wo Zulfein Hata Deen Jo Pucha Ke Naghmon Mein Jaadu Hai Kaisa, To Meethe Takallum Mein Baatein Suna Deein Jo Apni Tamanaon Ka Haal Poocha, To Jalti Howi Chund Shamein Bujha Deein Main Kehta Reh Gaya Khata-E-Mohabbat Ki Achi Saza Di
Mere Dil Ki Dunya Bana Kar Mita Di,
Acha Phir Mere Baad Kisko Satao Gay Kuch Asi Qatilana Nighon Mian Dhal Gaya Arman Arzo Ka Janazay Nikal Gaya Kismat Phiri Tou Phir Gaya Ehabab Is Tarha Dekha Humain Tou Dour Sa Rasta Badal Gaya Mere Baad Kisko Satao Gay Mujhe Kis Tarah Se Mitao Gay Kahan Ja Ke Teer Chalao Gay Meri Dosti Ki Balaein Loon Mujhe Haath Utha Kar Duaein Do Tumhein Ek Qatil Bana Diya Yeah Jo Halka Halka Saroor Hai Yeah Teri Nazar Ka Qasoor Hai...!!
Main Udaas Hu Mujhko Udas RehneDe Abhi Thoda Aur Waqt Mujhe Apne Paas Rehne de Na Bujh Sakegi Ye Shabnam Ke Katro Se Mere Labon Pe Tu Sehra Si Pyas Rehne de